Catogry

WASI & MOHSIN

~*~Ab to zamane k rasm-o-rivaj b bdal gay,

~*~Ham jinhen chahty thay un k mizaj bdl gay,

~*~Jate jate wo ham se kehny lgay "Mohsin"

~*~Bdal jao tum b dekho ham be tu bdl gay.
=<=>==<=>==<=>==<=>==<=>==<=>=

~*~Kitna Khauf Hota Hai Sham Ke Andheron Main "MOHSIN"~*~

~*~Pooch Un Parindo Se Jin Ke Ghar Nahi hotay~*~
=<=>==<=>==<=>==<=>==<=>==<=>=
~*~Us K Na Honay Say Kuch Nahi Badla "MOHSIN",

~*~Bas Pahlay Jahan Dil Hota Thaa Ab Wahan Dard Hota Ha..
=<=>==<=>==<=>==<=>==<=>==<=>=

Qatra qatra bars rahe hi ankhon ke barsat wase,

Teri baad yi dunya wali mujhko pagl kardingi,

Khushboo ki us dis min li chal mujhko apni sath wase,

Aaj to uska chahira bhi kuch badla badla lagta hi,

Mosam badla dunya badle badl gai halat wase,

Meri ghar khushboo ka yi raqs uski dam si hi,

Uski sath chali jaige phoolon ke barat wase,

Chhor wase ab uske yadin tujhko pagl kardingi,

Too qatra hi wo darya hi dikh apne oqat wase...
=<=>==<=>==<=>==<=>==<=>==<=>=

Tamam umar hans hans ki gham sahita tha,

Khushyon ko aksar tarista tha,

Elan-e-marg huwa to usni bhi kaha,
MUHSIN

Achh huwa margya aksar udas rahita tha..
=<=>=<=>=<=>=<=>=<=>=<=>=<=>=<= ßý: Ghû£åm Å£í 0344=3888256 å£ì.ßùrìrø207@gmäî£.cøm =<=>=<=>=<=>=<=>=<=>=<=>=<=>=<= Meri Palkon Ka Ab Neend Sy Koi Tal'luq Nahi Raha, *¤* MOSHIN *¤* Mera Kon Hai Is S0ch Main Meri Raat Guzar Jati Hai...!! =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ Meri Palkon Ka Ab Neend Se Koi Tal'luq Nahi Raha,...MOHSIN Woh Kis Ka Hai? is S0CH Mein Meri Raat Guzar Jati Hai. =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ Neend aye na aye charaghon ko bujha diya karo ,, Mohsin,, raat bhar kisi ka jalna hum se dekha nahi jata... =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ Kaash dil ki awaz ka itna asar ho jaaye, Hum unhe yaad karen aur unhe khabar ho jaaye.. =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ ~*~Aasayb Zaada Ghar Ka Main Wo Dr Hoin "MOHSIN",, ~*~Deemak Ki Tarha Kha Gaye Jisay Dastak Ki Tamanna.. =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ Mujrim bhi tha muhsin bhi mera lagta tha, Dast i qatil bhi mujhi dasti hina lagta tha, Ari dikhni wali to usi dikhti rah jati hin, Han wo shakhs muhabbat ka KHUDA lagta tha, Kanton bhri shakh nazr aata tha, Kabhi phool lagta tha kabhi bad i saba lagta tha, Ab logon si poochta phirta hi meri ghar ka pata, Min jisi sari zamani si bura lgta tha, Uske batin thin riwayt si hat kar "muhsin" Sab min rahta tha magr sab si juda lagta tha. _-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_- Neend aai na aai charaghon ko to bhuja dia karo, Musin!! Raat bhar kise ka jalna ham si dikha nahin jata.. _-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_- Kaash dil ki awaz ka itna asar ho jaaye, Hum unhe yaad karen aur unhe khabar ho jaaye.. =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ ~*~Aasayb Zaada Ghar Ka Main Wo Dr Hoin "MOHSIN",, ~*~Deemak Ki Tarha Kha Gaye Jisay Dastak Ki Tamanna.. =_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_=_ Toot k bikhrta hoon to is baat ka ehsas hota ha, ...WASI. . . ! Zindgi aisi hai to maut ka Aalm kia ho ga.. _-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_- Toot k bikhrta hoon to is baat ka ehsas hota ha, ...WASI. . . ! Zindgi aisi hai to maut ka Aalm kia ho ga.. _-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-_-