Catogry

GHAZAL

"O'bekhbr tuje kya khbr teri ankhon me kesa jmal hay

Tuje dekh lay jo ik nazar uski ankhon me phr ye swal hay

Muje neend say q jaga dia, Muje khwab kesa dikha dia

Koi noor hai koi hoor hay ya k sadgi ki misaal hay

Teri sans say meri aas hay tu jo pas hay to ye sans hay

Muje zindagi ki to beek day meri zindgi ka swal hay

Meri har nazar me basa hay tu mere har Qalam pay likha hay Tu

Tuje soch loon to Ghazal meri, na likh sakoon to khyal ha..

--------------------------
Mohabbat ko Mohabbat Ki tarha Ker K to dekho

Chahat ko Chahat Ki tarha Ker k to dekho

Khuda Bhi mil jaye ga Tum Ko aik Din

IBadat ko IBadat ki tarha ker k to daikho..

-------------------------

Mosam muhabbat ka bs aitna fsana hi,

Kaghaz ke havile hi or barish ka zamana hi,

Kia shart-e-muhabbat hi kia shart-e-zamana hi,

Awaz bhi zakhme hi or geet bhi gana hi,

Us paar utarni
ke umeed buhat kam hi,

Kashte bhi purane hi or toofan bhi aana hi,

Samjhi ya na samjhi wo andaz muhabbat ki,

Ek shakhs ko ankhon si shir sunana hi,

Bholi si ada koi phir ishq ke zid pr hi,

Phir aag ka draya hi or doob k jana hi...
--------------------------

Raz-e-ulfat chhupaki dikh lya,

Dil buht kuch jala k dikh lya,

Or kia dikhni ko baqe hi,

Ap si dil laga k dikh lia,

Wo mera hoki bhi mera na huwa,

Unko apna bnaki dikh lya,

Aaj unke nazar min kuchh hamni,

Sab ke nazrin bachaki dikh lya,

Fiz takmel gham bhi ho na saki,

Ishq ko aazmaki dikh lya,

Aas us si toot'te he nahin,

Jaki dikha na jaki dikh lya...
--------------------------

Meri wujood ke mukh min talash bhhor gaya,

Jo poore na ho kabhe aise aas chhor gaya,

Yi karm nawaze us ke mukg pi kam hi kia,

K khud to door hi yadin to chhor gaya,

Jo khuwahshin thin kabhi hasrto mim dhal gae ab,

Meri labon pi ek lafz "KAASH" chhor gaya,

Yi mera zarf hi ek roz usni mujhsi kaha,

K aam logon min ek tujhko khaas chhor gaya,

Baharon si mujhi es liyi to nafrat hi,

Unhe ruton min mujhi wo udaas choor gaya...
--------------------------

,"Usey Kehna",


Tumhen Hum Kese Bhool Sakte Hen

K,

Ye Gulaab B Tera Aks He,

Ye Sitara B Tera Naqsh He,

Ye Chand Tumhari Chahat He,

Bus Tujh Ko Hi Sochte Rehna,

Apne DIL Ki Rahat He,

"Usey Kehna"

Tumhen Hum YAAD Karte Hen,

Poore Chand Ki Raaton Men,

Sub Khushi Ki Baaton Men,

Kabhi Baraste Sawan Men,

Kabhi Be-Jaan Lamhon Men,
Kabhi Anjan Raston Men,

Tumhen Hum YAAD Karte Hen,

Tumhen Hum Kese Bhool Sakte Hen...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Itni shiddat se maine tumhe pane ki koshish ki hai

K hr zarre ne mujhe tumse milane ki sazish ki hai



Teri nazron ko gila na ho kabhi mujhse

Itna toot k maine tujhse mohabat ki hai



Tere ehsas ki kabhi kami na ho mujh mei

Tere dil ne mere dil se kuch aisi chahat ki hai



Hr pal tera naam lon is gustakh zamane mei

Meri roh ne meri zuban ko itni to ijazat di hai



Koi faryad meri pohnch jaye arsh tk

Kuch pal k liye maine is tarah ibadat ki hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Shaam Honay Lagi Yaad Aaya Koi,

Aankh Ronay Lagi Yaad Aaya Koi.

Hum Akelay Rahay Shaam Dhall Bhi Gai,

Raat Aanay Lagi Yaad Aaya Koi.

Kisi Ki Yaadon Mein Hum Kitnay Madhosh Thay,

Neend Jaanay Lagi Yaad Aaya Koi.

Raat Taaron Bhari Ek Naya Silsila,

Phir Dikhanay Lagi Yaad Aaya Koi...!!
---------------------------

*.*~~~~~~*.*
(Be_Tab_Dil)
(Parveen Shakir)

Tumhari yaad k manzr kabhi khone nahi dety,

Tumhari yaad k saye hame sone nahi dety,

Ye badal,phool or khusboo boht betaab krte hain,

Agar rona bhi chaahen hum kabhi rone nahi dety,

Hum apni saans de ke rok lete jaane walon ko,

Hmara bas agar hota juda hone nahi dety,

Nazar mai deed ki hasrat liye chup chap bethe hain,

Wo hum se door reh kar bhi hame sone nahi dety.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Aisi bhi
"MUHBBAT"
Ki saza dati he Dunya,,,

Mar jaien to jene ki dua dati he dunya,,,

Ham kon se momin the jo ilzaam na sehte,,,

Pathar ko bhaghwan bana dati he dunya,,,

Ye zakham muhbbat ka he dikhana na kisi ko,,,

La kar sare bazaar saja deti he dunya,,,

Qismat pe karo naaz na itna bhi faqeero,,,

Hathon ki lakeron ko bhi mita deti he dunya,,,

Marne k liye karti he majboor to lekin,,,

Jeene k tariqe bhi sikha deti he dunya,,,

AISI BHI MUHBBAT KE SAZA DITE HI DUNYA..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Mil jao Agar Tum To Tumhe Haal Sunain

Phir khud B Bohat Royen Bohat Tumko Rulayen

Hai kon yahan Apna Ab Tum Hi Batao Na

Tum Humko Satate Ho,Hum kisko Sataen.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kab kon kise ka hota hi,

sab jhooti rishti nati hin,

Sab asle roop chhupati hin,

ekhlaq si khaale log yahan,

Lafzon ki teer chalati hin,

ek baar nigahon min aakar,

Phir saare umar rulati hin,

wo jisni diyi hin ashaq hamin,

Ab usko bhool he jati hin..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Aah! december a hi gaya...
Apni rim jhim k sath......
magar kitna mukhtalif hai ye december,
pichle december se.
pehle hum sath the
qadam se qadam mila kar
chehal qadmi kya karte the
or mujhe yad hai
december ki halki phawar me
hum 1 sath bheega karte the
sard hawa k shararti jhonke
hamen 1 sath gud-gudate the
is bar bhi
wohi december hai
wohi rim jhim hai
sard hawaon k jhonke hain
magar is bar.....
Chut per kharra main tanha hun
ab to ye sard hawaon k jhonke rooh ko chalni karte hain.........!
OR
aankhen
bhigo
jati
hain!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ghulam Ali
03443888256